Kismat!!!

. . 1 comment:
Jab pehli baar aankhein chaar huvi thi,
Socha nahi tha, woh chand lamhon ki khushi thi,
Yaaaron, jinse yeh aankhein chaar huvi thi,
Woh kisi aur ki humsafar ban gayi thi,
Naa-ummeed na huve, na ghum mein rotay rahein,
Barso hum kisi ki talaash mein yuhin bhataktay rahein,
Ab phir kisi se yeh aankhein chaar huvi hai,
Is baar khuda se ek guzarish kee hai,
Jo ummeed is dil ne barson banaye rakkhi hai
Us ummeed ka tujhay hai waasta, aye khuda,
Na kehna ke meri ksimat mein yeh bhi nahi hai!

© Copyright - Kcalpesh Ajugia

1 comment:

Veena said...

Umar Ki Raah Mein Raste Badal Jate Hai,
Waqt Ki Aandhi Me Insan Badal Jate Hai,
Sochte Hai Tumhe Itna Yaad Na Kare Lekin,
Ankh Band Karte Hi Irade Badal Jate Hai...

source: shayarism.com

Why Shayarism?

Shayarism as in Poetism, the word definitely means I'm going to post a few shayaries & poems here on this blog.

I wrote these shayaries based on various situation of life one can be in. Few are based on personal life experinece while the others have been written on general subjects.

I like reading and ocassionally writing poems. Hence sharing a few with you guys. Hope you like them.

Powered by Blogger.