Nahi dekhe tunay, aankhon ki jheel per behte alfaaz mere,
Inki Gehrayeeon mein chhipi, woh kahani kaisay bataaun,
Gar zara si bhi ummeed mere dil mein tu jaga de,
Toh koi wajah nahi, ke tujhse dil ka har raaz chhupaaun!
© Copyright - Kcalpesh Ajugia
Inki Gehrayeeon mein chhipi, woh kahani kaisay bataaun,
Gar zara si bhi ummeed mere dil mein tu jaga de,
Toh koi wajah nahi, ke tujhse dil ka har raaz chhupaaun!
© Copyright - Kcalpesh Ajugia
2 comments:
Kehte Hai Gam Baatne Se Hota Hai Kam,
Aisa Hi Kabhi Pele Maante The Hum,
Tere Pyar Ki Nishani Tera Gam Hi To Hai Mere Paas,
Wo Bhi Baatdu To Rahega Kya Mere Paas,
Sochta Hoon In Sagar Ki Lehro Ko Dekh Kar,
Kyon Yeh Kinaro Se Takra Kar Palat Jati Hai,
Karti Hai Vo Kinare Se Bewafai Ya Fir Sagar Se Wafa Nibhati Hai...
Waqt Nur Ko Benur Kar Deta Hai,
Thode Se Jakhm Ko Nasur Kar Deta Hai,
Kaun Chahta Hai Aapno Se Door Hona,
Per Waqt Sabko Majboor Kar Deta Hai....
shayarism.com
Post a Comment