Jo humay hai pasand,
woh kerte hai pasand kisi aur ko.
Un per hai hamari nazar,
woh dekhte hai kisi aur ko,
Dil lagaya hi thaa unse,
aur toot bhi gaya,
Humay pata na chala,
kyon khuda rooth hi gaya,
Ab soch ker yeh baatein,
dil jalta rehta hai,
Phir bhi unhi ko chahne ki khataa,
yeh dil kerta rehta hai....
© Copyright - Kcalpesh Ajugia
woh kerte hai pasand kisi aur ko.
Un per hai hamari nazar,
woh dekhte hai kisi aur ko,
Dil lagaya hi thaa unse,
aur toot bhi gaya,
Humay pata na chala,
kyon khuda rooth hi gaya,
Ab soch ker yeh baatein,
dil jalta rehta hai,
Phir bhi unhi ko chahne ki khataa,
yeh dil kerta rehta hai....
© Copyright - Kcalpesh Ajugia
1 comment:
Nafrat Thi Hamsea To Pyar Kyo Kiya,
Dena Tha Jahar To Ikrar Kyo Kiya,
De Ke Jahar Ab Kahte Ho Ki Pina Hi Hoga,
Or Jab Pi Gye To Kahte Ho Jina Hi Hoga...
shayarism.com
Post a Comment